I have kinda adapted most of the video tutorial, but added an alternate strumming pattern when the song gets a little upbeat, and also tried my best to transcribe the instrumental parts
Chord Arrangment
Standard Tuning Capo: 2 Strum Pattern: 1) DD\ 2) D DUDU 3) D DUDU DUDUDU
Verse 1 - Em, Bm7
Lyrics
[Verse 1]
Em B7 %
Aisi uljhi nazar unse hatthi nahin
Em B7 %
Danth se reshmi dor katthi nahin
Em %
Umar kab ki baras ke sufaid ho gayi
Kaari badri jawaani ki chatthi nahin
B7 Em B7 Em %
Wallah yeh dhadkan badne lagi hai
B7 Em B7 Em %
Chehre ki rangat udne lagi hai
Em D %
Dar lagta hai tanha sone mein ji
Em B7 %
Dil to bachcha hai ji
Em B7 %
Dil to bachcha hai ji
C7 %
Thoda kacha hai ji
Am Em B7 %
Haan dil to bachcha hai ji
Em B7 %
Aisi uljhi nazar unse hatthi nahin
Em B7 %
Aisi uljhi nazar unse hatthi nahin
Em B7 %
Danth se reshmi dor katthi nahin
Em %
Umar kab ki baras ke sufaid ho gayi
Em %
Kaari badri jawaani ki chatthi nahin
\[Instrumental\]
Em B7 Em B7 Am(x2) B7 %
\[Verse 2\]
Em %
Kisko pata tha pehlu mein rakha
G D %
Dil aisa baaji bhi hoga
Em G %
Hum to hamesha samajhte the koi
Em D %
Hum jaisa haaji hi hoga
Haai zor kare, kitna shor kare
Bewaja baaton pe ainve gaur kare
Dil sa koi kameena nahin
Koi to roke, koi to toke
Is umar mein ab khaoge dhokhe
Dar lagta hai ishq karne mein ji
Dil to bachcha hai ji
Dil to bachcha hai ji
Thoda kacha hai ji
Haan dil to bachcha hai ji
Aisi udaasi baithi hai dil pe
Hasne se ghabra rahe hai
Saari jawaani katra ke kaati
Piri mein takra gaye hai
Dil dhadakta hai to aise lagta hai woh
Aa raha hai yahin dekhta hi na ho
Prem ki maare kataar re
Tauba yeh lamhe katthe nahin kyun
Aankhon se meri hatthe nahin kyun
Dar lagta hai tujhse kehne mein ji
Dil to bachcha hai ji
Dil to bachcha hai ji
Thoda kacha hai ji
Haan dil to bachcha hai ji